File not found
INSPIRATION

Birthday special! 10 times Ayushmann Khurrana won hearts with his prolific poetry

Ayushman Khurrana is one of the most beloved actors of our generation, whose natural presence on the screen has always attracted people. But it was not only her great performance, but her soulful singing and prolific writing that left people dazzled. From writing dozens of passages and poems to writing lyrics to his own songs, Ayuhsman Khurrana is the epitome of diversity. When he's an extra year old, let's take a look at some of his little snippets of poetry and verses that are sure to strike a chord with you. 

Ayushman khurana Wife

1 - Khaamoshiyon Ka Maza Alag Hai,

Keh Kar Baat Bigaado Mat."

  1. "Neend laapata hai.

 Tera Pyaar Thoda Sakht hai yaa

 Shayad mera takiya thoda naram."

  1. "Kisi din itminaan mein milna, 

 Main bahut alag hota hoon.

 Masroofiyat mein toh bas alag thalag hota hoon."

Ayushman Khurana

  1. "Maine Doobte Sooraj Ko Salam Kiya Hai,

Shayad Tabhi Hathon Ki Lakeeron Ko Apna Ghulam Kiya Hai."

      5. "Hasna chahu toh bhi hasne nahi deta mujko,

Aisa lagta hain koi mujhse khafa hain mujhme."

  1. "Raastey Khoobsurat hain tumhare saath,

 Manzil ki filhaal baat nahi kartey."

  1. "Pehle Dost Baney,

 Dost Se Jaan Baney,

Jaan Se Anjaan Baney,

Aur Bas Zindagi Aagey Badh Gayi."

  1. "Bina soche likh deta hu main.

 Muft taarif paa leta hu main

 Jyaada soch kar gar likhu

 Toh Ganit ke sawaal sa dikhu."

Ayushman Khurana Shayari

  1. “Tum is sheher ki rivaayat se anjaan ho dost,

Yahaan yaad rehne ke liye yaad dilaana padta hai.”

  1. “Yeh toh parindo ki maasoomiyat hain warna,

Dusro ke gharo mein ab aata jaata kaun hain."

On the work front, Ayushmann currently has three movies in the pipeline: 'Doctor G', 'Anek', and 'Chandigarh Kare Aashiqui'.

Also Read - Top 21 Best Old Hindi Bollywood Songs | Evergreen Old Hindi Songs You Must Listen